Aab Peyt ke gess ki aasan Dawa
1. Palak aur Gajar: Liver ki garmi aur sujan thik karne ke liye palak aur gajar ke juice ko mila kar subh shaam piye. Is upay se liver ki sabhi bimariyo mein jaldi aaram milta hai.
2. Haldi: Haldi mein antiseptic gun hote hai, isliye liver ke upchaar mein haldi ka upyog raamban ka kaam karta hai. Raat ko sone se pahle ek gilass doodh mein 1 chamach haldi mila kar peene se liver ko takat milti hai aur kamjoori dur hoti hai.
3. Mulethi: liver ki garmi ka ilaj karne main mulethi bhut fayda karti hai. Mulethi ki jad ka powder bana kar ise ubalte hue paani mein daale, fir paani thanda hone par ise chaan kar piye.
4. Seb ka Sirka: Seb ke sirke ke upyog se shareer mein maujood vishale padarth bahar nikal jaate hai. Din mein kam se kam 2 baar 1 gilass paani mein 1-1 chamach seb ka sirka aur shahad mila kar peene se jigar ko taakat milti hai. Khana khane se pahle seb ka sirka paani mein milakar peene se pet ki charbi bhi kam hoti hai.
5. Papita: Liver mein sujan aane par rojana 2 chamach papite ke ras mein nembu ka ras mila kar har roj 3 baar le. Is upay ko kam se kam ek mahine tak kare.
6. Pyaaj: Rojana din mein 2 baar 100-100 garam payaj khane se Liver cirrhosis ki bimari mein fayda milta hai.

पेट में गैस की समस्या लक्षण घरेलू उपाय इलाज-
7. Nembu: 1 gilass paani mein 1 nimbu nichod kar usme sendha namak daal kar ise din mein 2 se 3 baar peene se jigar ki garmi aur kamjoori dur hoti hai.
8. Amla: Amla mein vitamin C ki maatra adhik hoti hai jo liver ko sahi tarike se kaam karne mein madad karta hai. Awale ka churan ya awale ka ras 20 garam har roj din mein 2 se 3 baar lene se kuch dino mein hi jigar ki saari bimariya thik hone lagti hai.
9. Lassi: Jigar ki garmi door karne ke liye 1 gilass lassi mein jeera, peesi hui kaali mirch aur hing daal kar khane ke baad piye.
10. Wheatgrass: Gehu ke javare mein vo sabhi poshak tatav hote hai jo jigar ko swasth rakhne aur iska ilaj karne ke liye jaruri hai. apne aahar mein wheatgrass juice ko shaamil kare.
Good
ReplyDeleteHamne aajmaya,, Thanx sir, ।bahut aaram mila
ReplyDeleteaap ke duara bataye gaye nukse se hame bahut aram mila... thanks sir,,...
ReplyDelete